Top PPC , CPC ,CPM and Popads Site

Top  PPC , CPC ,CPM and Popads Site

 

1. Google Adsense

Agar site monetizing ki baat ki jaye to Google Adsense number one par hai ,
Google Adsense ko pure world me use kiya jata hai or ye CPC & CPM par kam karta hai agar rate ki baat ki jaye to Google Adsense CPM ( Click Per Mille ) par $0.05 – $10 per 1000 views or CPC ( Cost Per Click ) par $0.50 – $1 tak publisher ko pay karta hai .
 
Par adsense ko use karne ke liye bahut strict  terms & condition hai ,
And Adsense ki payout ki bat ki jaye to adsense minimum $100 payout karta hai.
 

2. Media.Net

Agar aap kisi vajah se adsense use nahi kar pate hai ya fir Adsense apki request ko approval nahi deta hai to aap Media.net ko use kar sakte hai Adsense ke baad Media.net ko hi publisher choose karte hai or ise Yahoo or bing ne mil kar banaya hai ,
Agr aap ki site par acha traffic aata hai to aap media.net se aaram se earning kar sakte hai .
 

3. RhytmOne

RhythmOne par bhi aap apni site ko monetize kar sakte hai par isake liye apki site par minimum 50k tak ka traffic hona chaiye or ye bhi CPM or CPC par kam karti hai.
 

4. PopAds

Is site ke bare me to aapko pata hi hoga PopAds ka use jyada tar music or movie website me use karte hai . Popads visitors ko bahut iritate bhi karta hai , or ye CPC par kam karta hai agar rate ki bat ki jaye to iski CPC ( Cost Per Click ) $0.09 – $6 tak hai .
 

5. Bidvertiser

Agar aap publisher hai to Bidvertiser bhi earning ke liye bahut acha platform hai , iski CPM $0.03 or CPC $0.03 – $2 tak hai , minimum payout ki baat kare to ye $20 minimum 30 din ke baad payout kar deta hai.
 

6. Adf.ly

Agar adf network ki bat kare to adf PopAds ki jese hi kaam karti hai ,  minimum payout ki baat ki jaye to Adf month ki 1 tarikh ko paypal or wire transfer ke dwara minimum $20 payout karti hai .
 

7. Chitika

Chitika publisher ke liye kaha jaye to world famous ad network hai or agar iski CPC ki bat ki jaye to ye $0.03 – $3 tak paypal dwara pay karti hai , Chitika since 2005 se ActibA hai.
 
Ye kuch top 7 site hai jinse aap apne blog or website ko monetize kar sakte hai , agar aap inme se kisi network ka use karte ho ya pehle kabhi kiya hai to comments section me Uska Review jarur de .

Thanks for visiting LazyPk – Hindi Technology Blog

Comments (0)

Leave a Comment