SEO in Hindi – Agar ap ne blog Karne ke liye apni website banayi hogi to ye bat apko jarur pareshan karti hogi , ki aakhir SEO Kya hai or ye kaise kaam karta hai Website ke liye SEO kyu jaruri hai.
Vese to ham sab jante hi hai ki SEO ka ful form Search Engine Optimization Hota hai Jo Apke site ko search engine par rank karwata hai,
Jese ki maan liya Jaye aap Google ya yahoo par apna blog search karne par Google Jo show karta hai vo SEO ki vajah se hi hota .
Read Also – Facebook Se Paise Kaise Kamaye ?
To aaiye Ap jante hai apni website par SEO kyu kare , Par is se pehle ham SEO ki kuch basics jankari le lete hai,
Seo Kya Hai in Hindi
SEO ek Process hai jiska use karke hum apne website par ek organic traffic increase kar sakte hai or apni website grow kar sakte hai Search engine me vese saral bhasha me kahe to SEO veh sab tareeke hai jinse hm apni website ko Search engine par sabse upar la sakte hai.
SEO ke vast field hai vese to apko bahut se site par SEO ki jankari mil jayegi par Main apko pehle SEO Ki basics jankari hi suggested karunga .
Read Also – Hacking Kya Hoti Hai ??
Google, Bing, Yahoo Or bhi bahut Search engine hai.
Vese Ap sabko pata hi hoga hame kuch bhi jankari chaiye hoti hai to ham sab Google par ja kar use dhundte hai ,
Vese Ap sabko pata hi hoga hame kuch bhi jankari chaiye hoti hai to ham sab Google par ja kar use dhundte hai ,
search engine ke rules bhi bahut hote hai usi hisaab se vo apki site ko rank dete hai,
Search Engine Result Page (SERP)
SERP Aap sabko to pata hi hoga agar nahi pata hai to , Google par jab ham kuch search karte hai to Jo page khul kar aata hai use hi Search Engine Result Page (SERP) Kehte hai .
SERP do tarike se show hoti hai Ek Organic Or Dusri InOrganic, InOrganic Result Paid hota hai Matlab InOrganic tarike se hame page ke top par aane ke liye hame paise dene padte hai,Or organic, Bina paise kharch kare top par a sakte hai or iske liye SEO karna jaruri hai , ab apko pata chal hi gya hoga Ki Site par SEO karna q jaruri hai,
Search Engine Optimization Kyu jaruri hai
Ap sabko to pata hi hoga ki hame kuch bhi pata karna hota hai agar internet se to ham Google ka hi Sahara lete hai or Google par type karke search karte hai Jo result page par first me show hota hai,
ham usi ko open karte hai , bahut jyada agar niche gye to 3 ya 4 number ka page open karte hai bas ,
Aap to ab samjh hi gye honge Ki SEO kyu karna chaiye ,
Vese Jo jyada Dikhta hai Vahi jyada bikta hai.!
Vese Jo jyada Dikhta hai Vahi jyada bikta hai.!
Seo Kya Hai – Last Word
Agar apko SEO ke bare kuch or jankari chaiye ya SEO ko lekar kuch Question ho to comment karke hame jarur bataye Hame aapke sawal ka jawab Dekar bahut khusi hogi . Do Share with your Friends And don’t Forget to Subscribe Our Social Network ! Go Our Youtube Channel Visit
Agar apko SEO ke bare kuch or jankari chaiye ya SEO ko lekar kuch Question ho to comment karke hame jarur bataye Hame aapke sawal ka jawab Dekar bahut khusi hogi . Do Share with your Friends And don’t Forget to Subscribe Our Social Network ! Go Our Youtube Channel Visit
SEO Sikhne ka free source kya hai
Short but informative
Thanks for the information I will do Seo