RPF Admit Card Download

Jesa ki aap sab jante hai ki RPF ke exam date ko schedule kar diya gya hai or aaj ham janenge ki RPF Admit card kese download karte hai .

Rpf admit card download

RPF RECRUITMENT

RPF yani ki Railway Protection Force Railway ki hi job hai, jisme Railway police ke bharti ke liye Railway ne RPF or RPSF ki vacancy nikali thi ,

exam august September me hi hone the par kisi vajah se exam date ko delay kar diya gya tha or ab 2024 me exam ko schedule kiya gya hai .

Antivirus Kya hai , Computer ko antivirus se kese safe rakhe

RPF Call Leter

Call leter ko download karne ke liye sabse pehle aap ye pata karle ki aapne form kis group ka bhara tha , har group ke exam alag alag phase me divide kiye gaye hai.

RPF Exam Date By Group

Phase 1

Group E ka exam phase 1 me sechdule kiya gya hai jo 12 December 2024 se shuru hokar 23 December 2024 tak hai,

Phase 2

Agar phase 2 ki bat ki jaye to isme A+B+F teeno group ke paper divide kiye gaye hai or agar exam date ki baat ki jaye to ye 17 January 2024 se shuru or 25 January 2024 tak honge .

Phase 3

Phase 3 RPF exam ka last papar hai jo ki group C or D ke liye hai or ye 2 Feburary 2024 se lekar 19 Feburary 2024 tak rahenge .

Android mobile se paise kaise kamaye

Admit card exam ke 10 din pehle available hoga matlab ki aapka exam jis din hai uski din se 10 din pehle se apka admit card live ho jayega , exam ke 10 din pehle se lekar exam date Tak aap admit card download kar sakte hai Admit card download karne ke liye niche diye gaye Group vise link par click karke apna admit card download kare.

Reservation ticket kaise book kare

RPF , RPSF Admit Card Download

Apne call letter , Admit Card ko download karne ke liye aap apna registration nikal kar rakh ke or fir niche red button par click karke apna Admit Card Download karle . Click Here for Download

Req

Hey Guys kese lagi aapko ye jankari agar aapke liye ye post helpful hoti hai to mujhe bahut acha lagega , agar aapko ye post achi lagi ho to share karke apne dosto ko bhi bataye , thank you for visiting LazyPk – Hindi Technology Blog .

Comments (0)

Leave a Comment