Kharab Memory Card Theek Kaise Kare – Kabhi kabhi aisa bhi din time aa jata hai jab aapka memory card SSD kharab ho jata hai or aap pareshan ho jate hai, kyunki hum sab jante hai memory card bahut kam ki chiz store rehti hai or memory card currupt hone se kitni problem ho jati hai.To dosto aaj hum isi ke bare mein baat karenge ki Kharab memory card theek kaise kare,
Kuch log memory currupt ho jane par memory card fek dete hai , par kya aapko pata hai memory card currupt ho jane ki vajah memory card me kuch bug (virus) aa jane ki vajah se hota hai,
or aaj main apko aise trick batane ja raha hu jisse currupt memory card ko bahut aasani se sahi kiya ja sakta hai.
Read Also – Android Mobile Se Paise Kaise Kamaye ?
Memory Card Kaise Currupt Hota Hai
Dosto memory card currupt hone ki vajah bahut si hoti hai , par jaisa ki ham sab jante hai memory card main virus aa jane ki vajah se memory card kharab ho jata hai .
Par kya aapne kabhi socha hai ki jab hum kabhi memory card apne device se nikal kar bahar rakh dete hai fir jab baad me use device me insert karte hai to vo bhi kharab ho jati hai .
Aisa bas isliye hota hai memory jo data hum rakhte hai vo expire ho jata hai jisse vo cache me convert hone lagta hai or last stage me memory card currupt kar deta hai.
Jaisa ki hum sab jante Stage Storage Device Ko kuch kuch din par cache filter kar lena chaiye cache filter karne ke liye bahut se antivirus uplabdh hai market me jinse memory card currupt hone se bachaya ja sakta hai.Read Also – Bina Mobile Number Ke Whatsapp Kaise Chalaye ?
Kharab Memory Card Theek Karne Ka Tarike
vese to memory card currupt hai iska pata , jab memory card device me to show hoti hai par uska acess nahi ho pata hai,
matlab memory card me data to show hota hai par hum unhe read nahi kar pate hai , ya vo open nahi hota hai to smjh lo ki memory card currupt hai ,
Agar memory card device me show nahi kar rha hai to memory card kharab hai vo sahi nahi hoga,
Currupt memory card Sahi karne ke liye hume memory card ko Card Reader (Pen Drive) me lagakar apne PC ya Computer se Memory Card ko connect kare,Read Also – Jio Phone Me Video Download Kaise Kare?
Phir My Computer Me Jakar SD Card Par Mouse Se Right Click Kare Uske Bad Format Option Par Jakar Format Kare . Dhyan Rakhe is trick se memory card me store data bgi delete ho jayega.
(Agar is tarah se aapka memory card theek nahi hota hai to aap CMD command ko upyog kare )
CMD Command Se Memory Card Theek Karke Ke Trick
Ye procces window prompt commond me shamil hai is ise bhi hum currupt memory card ko theek kar sakte hai,
Open prompt command ko (Window+R) hard press karke CMD type karna hai fir enter press karna hai, uske baad vaha par CMD par run administration par click karna hai,Read Also – Youtube Se Paise Kaise Kamaye ?
Fir Disk Part type karke press karna hai Ab comnand mangega command apko kuch is tarah dena hai.
ListDisk
List disk type karke press karna hai jisse system me hardisk or memory card show hone lage,
Show hone ke baad apko disk 0 se 1 ko jo memory card ya pendrive ho us par par click kare.
Select Disk
Select Disk Type karke Apko fir se 0 se 1 ke beech jaha par memory card ya pen drive ho us par click karna hai.
Clean
Ab clean par click karke memory ko clean kar le ,
Ye clean karne ka commad tha Ab Exit ka comand press karna hai, uske liye apko Exit type karke press kare jise Exit ka command prompt hoga or memory card theek ho jayega.Read Also – Atm Se Paise Kaise Nikale ?
Consulssion
Kharab Memory Card Theek Kaise Kare Vala Post Apko Jarur pasand aaya hoga .Dosto agar aapko memory theek karne me koi problem aaye ya koi sawal ho to comment karke hame jarur bataye , hame aapke sawalo ka jaawab dekar khushi hogi. Dhanyawad! Visit Youtube
Thanx pankaj bhai
Very nice bloge
Most welcm bhai