Hacking Kya Hoti Hai ?

Hacking Kya Hoti Hai – Dosto aaj main apko is blog me hacking ke bare me details se btaunga,

Dosto aap sab ko to malum hi hoga Ap logo ne news ya social network par hacker ke bare me suna hi hoga ,Aaj main apko hacking ke bare me details me bataunga,Hacking Kya Hoti Hai - Dosto aaj main apko is blog me hacking ke bare me details se btaunga,  Dosto aap sab ko to malum hi hoga Ap logo ne news ya social network par hacker ke bare me suna hi hoga ,

Bahut se log Doosro ka Gmail , Facebook or other social network email se password reset kar lete hai or khud ko hacker samjhne lagte hai, par ise hacking nahi kehte hai

Dosto maan lo apne Apna Twitter ya Facebook account kisi or ke mobile me login kiya or aap logout karna bhul gye or baad me usne Apke account ka password change kar Diya ,

To Kya is condition ko hacking kahege , To ji nahi ye hacking nai hai
Dosto hacking use kehte hai jise Bina kisi jankari ke doosre ke account me Bina owner ke permission ke entry karta hai use hacking kehte hai,
Best software for hacking
Dosto hacker kisi ka system hack Karne ke liye mehnge software ka use bhi karte hai . Bina software ke hacking impossible hai.

World ke best hackers backtrack or Kali linux jese software ka use karte hai new hacker ke liye backtrack tool best hota hai baad me fir linux use karte hai,

Ye dono software exe format me nahi balki iso format me hote hai
Or in software ko burn karke install kiya ja sakta hai jese ki Virtual Box me ya vm player main.

Hackers kese hacking karte hai

Kuch hacker keyloggers ka upyog karte hai keyloggers me ek Virus file bnayi jati hai jiska system hack karna hota hai usko vo file send kar dete.

Hai jab owner us file ko apne system me kholta hai to uska System hack ho jata hai or kuch minutes baad us ko us system ki sari information hacker ko milti rehti hai.

Kuch hacker phishing page se hacking karte hai or ye bahut aasan hota hai.

Phising Page Kya hota hai
What is a Phising Page ?

Phising Page ek Site jesa URL hota hai
Dekhne me Popular site ke similar hi hota hai jese ki Facebook or Twitter ka URL.

Hacker us link ko Internet ya social network ke jariye post kar dete hai jab koi us link se apni I’d kholta hai to uska Sara data us hacker ko email ho jata hai.

Phishing Page koi bhi bana sakta hai isliye shayad ise hacking nahi kaha Jata hai.

Hacker’s se kese bacha Jaye
Jab bhi aap apna account kahi login kare to check karle ki vo Jo account Ap login kar rahe ho vo usi chiz ki site hai.
Example aap Facebook login kar rahe ho to Dekh lo ki Facebook.com likha hai agar same likha ho tabhi login kare nahi to use andekha kar de.

Similar URL Phising Page hota hai us se apni I’d login Karne se apka account hack ho sakta hai.

Facebook ya WhatsApp par agar koi link apko milta hai to aise link se apna account kholne se Bache is se apka system hack ho sakta hai.

Usi friend ke dwara bheji Hui link ko open karein jis par apko bharosa ho.

Apne Computer par hamesa ek Antivirus install kar ke rakhein is se Apke computer ko security milti hai jab bhi ap koi bug open karte hai to antivirus us bug ko detect kar leta hai or use delete kar deta hai.
Read Also:- Antivirus Kya Hota Hai – Full Information in HindiKharab Memory Card Ko Kaise Theek Kare

Window firewalls ko hamesa on karke rakhe is Apke computer me virus ghus nahi payega or aap Hacker se mehfuz rahege.
Or ha apna IP address kisi ko na de is see bhi apka system hack ho sakta hai.

Hacking Kya Hai – Last Word

Dosto agar apko Hacking Kya Hoti Hai post pasand aaya ho to is post ko apne dosto ke sath jarur share kare or Apne dosto ko bhi hacking ke bare me batakar unki help kare !
Dhanywad! Visit on Youtube Open Channel

Leave a Comment